Random 1

Zindagi hai dhuan to kya, Bujh gayi har subah to kya
Rootha mujhse Khuda to kya, Ho gaye hum juda to kya
Faasle the hazaaron darmiyan, Waqt ke the hazaaron imtehaan
Fir bhi ban ke nishaan, Tere honthon ke kisi kone mein,
Hansi ke tarah, main mehfuz hoon
Teri aankhon ke chipe dard mein, Aansoo ki tarah, main mehfuz hoon
Bewajah har wajah to kya, Begunahi hai gunaah to kya
BeAsar hai dua to kya, Ho gaye hum juda to kya
Raaz gehre hazaron bepanah, Lafz tehre hazaaron bezubaan
Fir bhi ban ke nishaan, Tere honthon ke kisi kone mein
Hansi ki tarah, main mehfuz hoon
Tere gesu ke ude pannon mein, Yaadon ki tarah, main mehfuz hoon
Teri aankhon mein, Mehfuz hoon, Teri yaadon mein, Mehfuz hoon
Teri baaton mein, Mehfuz hoon, Tere baalon mein, Mehfuz hoon
Faasle the hazaron darmiyaan, Waqt ki thi hazaron aandhiyan
Fir bhi ban ke nishaan, Tere honthon ke kisi kone mein
Hansi ke tarah, main mehfuz hoon
Tere kaandhe ke chipe til mein, Vaadon ki tarah, main mehfuz hoon
- Lyrics for "Mehfuz" from "Mehfuz (Euphoria)"

One of the better pieces of music I have heard in recent times.....though I can't relate to the lyrics in any manner whatsoever

No comments: